Naam liya tera toh hothon pe chaye hasein..
Yaad aayi teri toh, dil ki guiter hain baji..
Tu nahi saamne toh din lage raat...
Tu jo hain sath toh, raat ki bhi kya baat..
Din ke suhane mausam mein yaad ata tu roz...
Man ke ek kone mein dard deta tu roz...
Raat mein chand nikal ata baadolon ke sath...
Samet leti tujhe apni baahon mein makhmali chadar ke sath...
Jab se aya meri life mein, jeena sikha diya..
Iss zindagi mein pyar ka matlab bata diya...!!
//29th April 2009//

Comments
Post a Comment